Lamhe Guzar Gaye Lyrics – Piku (2015)

Lamhe Guzar Gaye Song Lyrics : Lamhe Guzar Gaye Song from Piku (2015) is sung, written and composed by Anupam Roy starring Amitabh Bachchan, Irrfan Khan & Deepika Padukone.
Song: Lamhe Guzar Gaye
Movie: Piku (2015)
Singer(s): Anupam Roy
Music: Anupam Roy
Lyricist(s): Anupam Roy
Starring: Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan
Music Label: Zee Music Company
Lamhe Guzar Gaye Song Lyrics
Lamhe guzar gaye
Chehrey badal gaye
Hum they anjani rahon mein
Pal main rula diya
Pal main hansa ke phir
Re gaye hum bi raahon mein
Thoda sa pani hai, rang hai
Thodi si chaaon hai
Chubti hai aankon mein doop yeh
Kuli disha hoon main
Aur dard bhi meeta lage
Sab faasle yeh kam huvey
Kwaabon se rasthe sajaaney to do
Yaadon ko dil mein basaney to do
Lamhe guzar gaye
Chehrey badal gaye
Hum they anjani raahon mein
Thodi si beruki jaane do
Thodi si zindagi..
Lakhon sawalon mein doondu kya
Thak gayi ye zameen
Joh mill gaya ye aasman
Loh aasman se maangu kya
Khwaabon se rasthe sajaaney to do
Yaadon ko dil mein basaney to do
Lamhe guzar gaye
Chehrey badal gaye
Hum they anjani raahon mein
Pal main rula diya
Pal main hansa ke phir
Re gaye hum bi raahon mein
Lamhe guzar gaye
Lamhe guzar gaye
Lamhe guzar gaye (2 times)
0 comments:
Post a Comment