WHAT'S NEW?
Loading...

Piku Title Song Lyrics


Piku Title Song Lyrics



Piku Lyrics : Piku Title Song is sung by Sunidhi Chauhan and composed by Anupam while lyrics are penned by Manoj Yadav.
Song: Piku
Movie: Piku (2015)
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Music: Anupam Roy
Lyricist(s): Manoj Yadav
Starring: Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan
Music Label: Zee Music Company

Piku Title Song Lyrics

Subah ki doop pe isi ki dastkat hai
Isi ki roshni udi joh har taraff hai
Ye lamho ki kuvey mein roz jaanti hai
Ye jaake wakt se hisab maangthi hai
Ye paani hai ye aag hai
Ye kudi likhi kithaab hai
Pyar ki khurak si hai piku
Subah ki doop pe issi ki dastkat hai

Panna saanson ka paltey
Aur likhey unpey mann ki baath re
Lena isko kya kis se
Isko to baaye kudka saath re
Uh oh.. barish ki boond jaisse
Sardi ki dundh jaisse
Kaissi paheli iska hal na miley

Kabi yeh aasman utaarthi hai neechey
Kabi yeh bhaage aisse baadalon ke peechey
Isse har dard goont jaaney ka nasha hai
Karro jo aaye jee mein iska falsafa hai

Ye paani hain yeh aag hai
Ye kudi likhi kitaab hai
Ye pyar ki kuraak si hai piku

Mode raahon ke chehre
Isko jaana hotha jis ore hai
Aisse sargam sunaaye
Kud iskey sur hain iskey raag re
Uh oh.. roothey to mirchi jaisi
Hansdey toh cheeni jaissi
Kaissi paheli iska hal na miley

Subah ki doop pe isi ki dastkat hai
Isi ki roshni udi joh har taraff hai
Ye lamho ki kuvey mein roz jaanti hai
Ye jaake wakt se hisab maangthi hai

Ye paani hai ye aag hai
Ye khudi likhi kitaab hai
Pyar ki kuraak si hai piku
Suba ki dhoop pe issi ki dastkat hai




0 comments:

Post a Comment