WHAT'S NEW?
Loading...

Teri Meri Baatein Lyrics – Piku (2015)


Teri Meri Baatein Lyrics – Piku (2015)


Teri Meri Baatein Lyrics : Teri Meri Baatein Song from Piku (2015) is sung and composed by Anupam Roy starring Amitabh Bachchan, Irrfan Khan & Deepika Padukone.
Song: Teri Meri Baatein
Movie: Piku (2015)
Singer(s): Anupam Roy
Music: Anupam Roy
Lyricist(s): Anupam Roy
Starring: Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan
Music Label: Zee Music Company

Teri Meri Baatein Song Lyrics

Aankhon ki nami
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aissi kahani hai

Aanchhal jo udaa
Haan teri meherbani hai
Thodi si umeedon se aage
Aissi kahaani hai

Leharon se hai
Saagar se gehri bi hai
Yeh teri meri baathen
Rulaathi bi hain
Gam mein hansathi bi hai
Yeh teri meri baathein
Yeh teri meri baathein..

Har saas sunaathi hai
tera hi naam
Palko ke chaaon main,
do pal ka aaram
Kachchey ye daagey hain,
kacchey hain rang
Chu loon toh ji bhi loon,
kuch terre sang

Leharon se hai
Saagar se gehri bi hain
Yeh teri meri baathein
Rulaathi bhi hain
Gham mein hansathi bi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein

Main neend bulaatha hoon
Haaton mein haat
Chaadar ke koney mein
Reh jaathi baath
Kwabon ki nishaani hai
Aasman ke paar
Jis raath ke seene mein
Chalka hai pyaar

Aankon ki nami
Haan teri meherbani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aissi kahaani hai

Aancchal jo udaa
Haan teri meharbani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aissi kahaani hai

Lehero se hai
Saagar se gehri bi hai
Yeh teri meri baathein
Rulaathi bhi hain
Gam mein hansathi bi hai
Ye teri meri baatein
Yeh teri meri baatein





0 comments:

Post a Comment